Skip to main content
Quote of Phanishwarnath Renu फणीश्वरनाथ रेणु के कोट्स उद्धरण
फणीश्वरनाथ रेणु के कोट्स उद्धरण
- साहित्य की पौध बड़ी नाज़ुक और हरी होती है। इसे राजनीति की भैंस द्वारा चर लिए जाने से बचाए रख सकें तभी फ़सल हमें मिल सकती है।
- साहित्यकार को चाहिए कि वह अपने परिवेश को संपूर्णता और ईमानदारी से जिए।
- सूक्ष्मता से देखना और पहचानना साहित्यकार का कर्तव्य है—परिवेश से ऐसे ही सूक्ष्म लगाव का संबंध साहित्य से अपेक्षित है।
- लेखक के संप्रेषण में ईमानदारी है तो रचना सशक्त होगी—चाहे जिस विधा की हो।
Quote of Phanishwarnath Renu
- Sahity ki paudh badi naazuk aur hari hoti hai. Ise rajniti ki bhains dwara char liye jaane se bachaye rakh sakein tabhi fasal humein mil sakti hai.
- Sahityakar ko chahiye ki woh apne parivesh ko sampurnata aur imandari se jiye.
- Sookshmata se dekhna aur pehchanna sahityakar ka kartavya hai—parivesh se aise hi sookshm lagaav ka sambandh sahitya se apekshit hai.
- Lekhak ke sanpreshan mein imandari hai toh rachna sashakt hogi—chahe jis vidha ki ho.
Comments