Quote of Gajanan Madhav Muktibodh गजानन माधव मुक्तिबोध के कोट्स उद्धरण
गजानन माधव मुक्तिबोध के कोट्स उद्धरण
- हमारे आलस्य में भी एक छिपी हुई, जानी-पहचानी योजना रहती है।
- दुनिया में नाम कमाने के लिए कभी कोई फूल नहीं खिलता है।
- अब अभिव्यक्ति के सारे ख़तरे उठाने ही होंगे। तोड़ने होंगे ही मठ और गढ़ सब।
- पाप के समय भी मनुष्य का ध्यान इज़्ज़त की तरफ़ रहता है।
- सच्चा लेखक जितनी बड़ी ज़िम्मेदारी अपने सिर पर ले लेता है, स्वयं को उतना अधिक तुच्छ अनुभव करता है।
- आज का प्रत्येक संवेदनशील व्यक्ति प्रेम का भूखा है।
- मुक्ति अकेले में अकेले की नहीं हो सकती। मुक्ति अकेले में अकेले को नहीं मिलती।
- अच्छाई का पेड़ छाया प्रदान नहीं कर सकता, आश्रय प्रदान नहीं कर सकता।
- जब तक मेरा दिया तुम किसी और को न दोगे, तब तक तुम्हारी मुक्ति नहीं।
- झूठ से सच्चाई और गहरी हो जाती है—अधिक महत्त्वपूर्ण और प्राणवान।
- अस्ल में साहित्य एक बहुत धोखे की चीज़ हो सकती है।
- जल विप्लव है।
- आहतों का भी अपना एक अहंकार होता है।
- वेदना बुरी होती है। वह व्यक्ति को व्यक्ति-बद्ध कर देती है।
- अमिश्रित आदर्शवाद में मुझे आत्मा का गौरव दिखाई देता है।
Quote of Gajanan Madhav Muktibodh
- Duniya mein naam kamaane ke liye kabhi koi phool nahin khilta hai.
- Humare aalasy mein bhi ek chhupi hui, jaani-pehchani yojana rehti hai.
- Ab abhipray ke saare khatre uthaanay hi honge. Todne honge hi math aur gadh sab.
- Paap ke samay bhi manushya ka dhyaan izzat ki taraf rehta hai.
- Sachcha lekhak jitni badi zimmedaari apne sir par le leta hai, swayam ko utna adhik tuchchh anubhav karta hai.
- Aaj ka pratyek samvedansheel vyakti prem ka bhookha hai.
- Mukti akelae mein akelae ki nahin ho sakti. Mukti akelae mein akela ko nahin milti.
- Achhai ka ped chhaya pradan nahin kar sakta, aashray pradan nahin kar sakta.
- Jab tak mera diya tum kisi aur ko na doge, tab tak tumhari mukti nahin.
- Jhooth se sachchai aur gehri ho jaati hai—adhik mahatvapurn aur pranvaan.
- Asal mein sahitya ek bohot dhokhe ki cheez ho sakti hai.
- Jal vipalv hai.
- Ahaton ka bhi apna ek ahankaar hota hai.
- Vedana buri hoti hai. Vah vyakti ko vyakti-baddh kar deti hai.
- Amishrit aadarshvaad mein mujhe aatma ka gaurav dikhayi deta hai.
Comments